Hai Yaad Mujhe Nukta-e-Salman-e-Khush Ahang
Dunya Nahin Mardan-e-Jafa Kash Ke Liye Tang
Cheete Ka Jigar Chahye, Shaheen Ka Tajasus
Ji Sakte Hain Be-Roshni-e-Danish-o-Farhang
Kar Bulbul-o-Taaus Ki Taqleed Se Tauba
Bulbul Faqat Awaz Hai, Taaus Faqat Rang!
*Salman : Masood Saad Salman – Ghaznavi Dour Ka Naamwar Irani Shayar Jo Ghaliban Lahore Mein Paida Huwa.

No comments:
Post a Comment