Hindi MusalmanGaddar-e-Watan Iss Ko Batate Hain Barhaman
Angraiz Samjahta Hai Musalman Ko Gadagar
Punjab-e-Arbab-e-Nabuwwat Ki Shariat
Kehti Hai Ke Ye Momin-e-Parina Hai Kafir
Awazah-e-Haq Uthta Hai Kab Aur Kidhar Se
‘Makeen Dilkam Manda Daren Kashmakas Andar !’
No comments:
Post a Comment